very short stories with moral,

very short stories with moral, is short stories, ko aap last Tak jarur padhe kyoki is kahani mein aap ko bahut hi amezing short stories,padhne ko milne bali he to Bane rahe hamare sath or shorts stories, suru karte he, best short stories, Safar ka musafir,

very short stories with moral,

ek samy ki bat he jab ramu jangal se ho kar apne kam ke liye ja raha tha ramu apne gav se 13 kilomitar dur jangal me us par ek pakdi katne ke mashin pe kam kiya karta tha, jis me use din ke 300 rupaye milte the lekin kya karta bo pada likha nahi tha, short stories for middle school,

is liye ramu us mashin me kam kiya karta tha ramu ke do chote bache the or patni thi bo un ko palne ke liye din rat mehnat karta tha par uske pas kuch nahi Bach Raha tha, kyoki jina use pesa milta tha us se to bo apne ghar ke kharche bhi pure nahi kar pata tha, short stories in english for students,

lekin fir bhi ramu mehnat kar raha tha or ek din ramu ke patni ki tabiyat kharab thi to ramu apne Malik se bola ke malik aap hame is mahine ke pure pese de do ham aap ke pas kam kar ke chuka duga mujhe bahut jarurat he lekin fir bhi ramu ke malik ne ramu ko ek bhi rupya nahi diya, short stories with moral

very short stories with moral,

or ramu se kaha ke agar tum ko yaha kam karna he to karo or agar nahi karna to mat karo pesa tum ko advance nahi milega roj ka hi pesa milega samjhe abhi jao kam karo,  10 lines short stories with moral

ramu bichar shir ko jhuka ke fir se kam karne laga lekin ramu ka man nahi lag raha tha kyoki ghar pe to ramu ko tabiyat kharab thi or us ka ilaj bhi karana tha, par pesa to Mila hi nahi ab ramu kaise apni bibi ka ilaj kara sakta tha use kuch samjh nahi aa raha tha,

or fir kuch samay ke bad Sam ho gayi or ramu ghar aane laga or dhire dhire baha se nikal ke jangal tak aa gaya or jangal me aake ek ped ke niche Beth kar rone laga or bhagban se Beth ke ro ro kar bolne laga he bhagban aap hame kis bat ki saja de rahe he,

akhir aap hame ye saja kyo de rahe he ab ham apne patni ko kaise dikhaya use kaise bachay mujhe to kuch samjh nahi aa raha he or tabhi ped ke upar se ek badi si lakdi niche giri jise dekh ramu dar gaya or jab ramu ne us lakdi ko gor se dekha to pata chala ke us lakdi me kuch he jo bahut sunhera dikhai de raha he,

very short stories with moral,

or jab ramu ne dekha ke us lakdi me ek panchi ka ghosla he or us ghosle me ek sunhera sa sone ka har fasa hua tha or use dekh ramu samjh gaya ke is har ko kisi panchi ne kahi se utha ke apne ghosle me rakh liya,

or fir ramu samjh gaya ke ye bhagban ne us ki help ki he or is moke ko use chodan nahi chahiye or fir kya ramu ne turant is har ko nikal liya or use leke Ghar gaya or puri bat apne patni ko batai,

or ye sab bat sun ke ramu ki patni ki tabiyat bhi sahi ho gayi or fir dono bahar gay or us har ko bech diya jis se un ke pas kafi pese aa gaye or fir ramu ne un pese se hi apni khud ki lakdi katne bali machine laga li or apne ghar pe hi ramu lakdi kat ke bechne laga,

or afir ramu ne dhire dhire kar ke kuch ladke apne machine pe kam pe rakh liya or ab ramu dusre se lakdi kharid ke kam karne laga or us lakdi se ache ache samn bana ke market me bechne laga,

very short stories with moral,

or is bich ramu acha pesa kamane laga or apne pas kam karne bale ladko ko bhi ramu acha pesa deta tha jis se ladke bahut ache se khus ho kar acha kam karte or Samy ke sath ramu ki garibi bhare din dur ho gaye,

or ab ramu achi jindagi jine laga or apne paribar ko ab ramu bo har sukh dene laga jis ke kabi bo khoab dekhta tha par kar nahi pata tha, dosto is liye kehate he ke mehnat karte raho ho sakta he ke upar bala sayad aap ki parikcha le raha ho,

dosto agar aap bhi yese parasthiti se gujar rahe ho to aap har mat mano or mehnat karte raho or apne sapno ko pura karne ke liye puri Jan laga do agar aap upar bale par bharosa karte ho to yakinan bo aap ko jarur sunega,

agar aap ko ye short stories, pasand aaye to please ek acha sa comment kare or hamare website ko follow kar ke rakhe kyoki aap ham ke liye roj information short stories leke aata rehta hu, very short stories with moral,

1 comment

Post Comment