top 10 moral stories in hindi।

top 10 moral stories in hindi। kahaniyan to bahut si padhi hongi aap logon ne lekin yah moral stories bahut hi ajib garib story hone wali hai aap usko ek bar last Tak jarur read Karen aapko bahut hi Maja aane wala hai is kahani mein, 

top 10 moral stories in hindi।

ramkumar jaise hi Ghar se bahar aaya to usne dekha ke us ke ghar ke upar kisi ne ek pathar fek diya he or ab to uska Ghar bhi Tut Gaya, ramkumar bahut der tak apne ghar ke asa pas dekhta raha par koi bhi dikhai nahi diya,  Short moral hindi story। जादूई कहानियां हिंदी।

ramkumar heran tha ke ye bahut hi purana pathar kis ne feka he, lekin bo kisi ne nahi feka tha balki bo pathar to asman se gira tha or jaise hi ramkumar ke ghar pe bo gira to niche nikal gaya or ramkumar ka ghar bhi Tut Gaya, गगन और सुलतान की कहनी। Hindi kahaniyan 2024।

ramkumar ne us pathar ko uthaya to bo kafi bajan ka tha dikhane me bo pathar kafi chota tha par bahan me kafi Jada tha is liye ramkumar dono hatho se uthaya or ghar ke andar rakh liya or fir use dekhne laga ,

Raja ki jadui chadi। राजा की जादूई छड़ी।

ramkumar ne is se pahale yesa pathar nahi dekha tha is liye bo heran tha ke ye pathar aaya kaha se kon feka he is pathar ko or fir kaise hi ramkumar ne us pathar ko toda to bo tuta hi nahi , Moral stories hindi 2024। जादूई गुफा।

top 10 moral stories in hindi।

ramkumar ne bahut kosis ki par bo nahi tuta or fir ram kumar ne use ari se kata or bo katne me safal raha or tukda kat gaya, or jaise hi ramkumar ne us tukde ke andr dekha to us me ek anguthi fasi hue thi,  Moral stories hindi। जादूई मटका हिंदी कहानी।

jo dekhne me Kai sal purani lag rahi thi, or fir bahut hi Aram se ramkumar ne kai ghante ke mehnat se us anguthi ko pathar se bahar nikal hi liya or bo anguthi puri sone se bani hui thi,

lekin us anguthi ko aakruti kafi purani thi is samy me yesi koi design ki anguthi banti hi nahi thi ramkumar ko samjh nahi aa raha tha ke ye kaha se aai lekin use ye samjh aa gaya tha, ke ise bek ke bo kuch pese Kama sakta he,

or fir jaise hi ramkumar ne us anguthi ko saf karne ke liye gisa or man me socha ke mere pas kuch pesa aa jayega or itna sochte hi ramkumar ke samne kafi Sara pesa aa gaya,

top 10 moral stories in hindi।

ye dekh ramkumar ke hosh ud gaye use kuch samjh nahi aaya ke kaha se ye pesa aa gaya uske samne or fir kafi samy ke bad use samjh aaya ke sayad ye anguthi  ka jadui to nahi,

ramkumar ko samjh aa gaya tha ke ye anguthi jadui he or ye dekh ramkumar ke andar lalach peda hone laga or fir ramkumar ne din pe din anguthi se lakhon rupaye kamay or mage dhire dhire ramkumar bahut dhani ho gaya,

logo ko pata hi nahi chala ke ramkumar ke pas itna pesa kaha se aaya ke bo rato rat lakh pati ho gaya or itne jaldi uske pas ye ghar Makan kaha se aa gaya, bo jadui anguthi bahut kam ki thi us se jo bhi mago bo use pura kar rahi thi,

ramkumar bahut bada dhan ban ban gaya tha use samaj nahi aa raha tha ke bo itna pesa kaha leke jay or ek din fir ramkumar Nadee ke pas Beth ke machli dekh raha tha ke itne me ramkumar ke hath se anguthi chut gayi,

top 10 moral stories in hindi।

or us anguthi ko ek machli ne nigal liya or ye dekh ramkumar ghabra gaya or fir ramkumar talab me khud gaya or jab ramkumar ne dalab me dekha to us me hajaro machli thi , ye pata karna bahut muskil tha,

ke kon se machali ne anguthi khai he ramkumar bahut dukhi ho gaya or jaise hi ramkumar lot ke ghar gaya to baha dekha to kuch bhi nahi tha sab kuch khatm Ho gaya tha anguthi ke sath sath, sab kuch gayab ho gaya tha,

anguthi ka jadu us anguthi ke pas rehane tak hi kam karta tha uske bad nahi karta tha or yahi ramkumar ke sath hua , anguthi gayab ho jane ke bad sab kuch chala gaya, ramkumar apne sar pe hath rak ke rone laga,

or sab se bola me lut gaya barbad ho gaya mera sab kuch khatm ho gaya, me lut gaya mera to sab kuch khatm ho gaya ab me kya karu me karod pati se rod pati ban gaya,

or fir ramkumar ko samjh aa gaya ke us ke lalach ke karad hi ye sab hua he na me lalach karta na bo anguthi hamare hath se jati or aaj ramkumar ko samjh aa gaya ke lalach karna buri bat hoti he, top 10 moral stories in hindi।

2 comments

Post Comment